Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-9
Namaskaar dosto aap sbhi ka ek baar fir se Earning Tips In Hindi me swagat hai, to dosto jaise ki aap jante hi hai ki website ke liye backlink kaise banaye ye series chla hua hai or aaj is series ka next article yani ki article no.9 apke samne me le kar aaya hu. Is article me apko fir se 5 backlink le kar dikhaye jayege vo bhi practically taki aap seekh sake ki backlink kaise banaye jaate hai.
Or yadi aap Earning Tips In Hindi ko ache se follow karenge to bahut hi jaldi apki website par bahut sare backlinks ban jayege jisse ki apki ranking me kaafi jaada fark padega or apke article bhi google par rank hone shuru ho jaeyge.
Jane Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Kaise Banaye part-9:
To dosto aaj fir se apko bahut hi achi ranking wali website se backlinks le kar dikhaunga jisse apki website ki ranking ke uper kaafi anter ayega.
Do-Follow Backlink 1:
To first backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or fir iske baad apke samne ek esa interface show hoga jo ki ako uper image me bhi dikhaya gya hai or yahan par apko image me dikhaya gya hai us place me apni website ki url enter kar de.
Or esa krne ke baad aap caculate ke button ke uper click kar de or website ko calculate karne de.
Jab website sabhi kuch calculate kar legi to iske baad bas ise kuch nahi krna hai rhne dena hai. Bas is process ko follow karne se apki website ke liye apne aap hi ek dofollow backlink mil jayega.
Do-Follow Backlink 2:
Second backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or Apke samne uper di gayi tasveer ke jaisa ek interface show hoga yahan par aap apna account bna le sara ka sara data fill kar ke.
Or jab aap sara data fill kar ke create account par click kar denge to esa ek message apko show hoga jisme apko kaha jayega ki apki email verify karni hai to aap apni email id ko open kar ke verify kar le.
Jab aap apni email id verify kar denge to uske bad apke samne kuch esa interface jo hai vo show hoga. Yahan se aap seedha hi login kar le.
Or login krne ke baad apke samne kuch esa interface show hoga yahan par description ki jgha par apko apki website ke liye ek backlink create kar lena hai. Pehle to kuch isme likh dena hai sath me apna keyword bhi likh dena hai jo bhi aap likhna chahte hai.
Or uske baad jo apke keywords honge unhe mouse ke sath select kar lena hai or uske baad jahan uper image me dikhaya jaa rha hai us jgha par click kar dena hai.
Or click karne ke baad apke samne kuch esa popup open kar kar samne ayega, Yahan url ki jgha par aap apni website ki url put kar de or fir ok ke button ke uper click kar de.
Or iske baad apka jo backlink hai vo ban jayega or apko uper dikh bhi rha hoga ki kaise Earning Tips In Hindi ka jo backlink hai uska color blue ho gya hai. Or esa krne ke baad aap save ke uper click kar de.
Jab aap sara data save kar lenge to uske baad apke samne ek esa message show hoga ki the changes have been shaved or iske bad my account ke uper click kar de jaise ki apko uper image me bhi dikhaya hai.
Or jaise hi aap account ke uper click kar denge to apka banaya gya backlink apko samne dikhne lag jaega jaise ki apko uper mera banaya gya backlink bhi dikh rha hoga.
Do-Follow Backlink 3:
Third backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kar ke page open kar le or jab apka page open ho jayega to jaise ki apko uper bataya gya hai vese hi register an account ke uper click kar de.
Or uske baad apke samne kuch esa interface open ho kar samne ayega yahan par aap terms and conditions ko accept kar le or uske baad register ke button ke uper click kar de.
Uske baad apke samne kuch esa interface show hoga yahan par aap apna data fill kar ke submit my registeration ke button ke uper click kar de.
Or fir ye apko apki email id ki verification ke liye ek mail send karenge jise apko open krna hai or apna email id verify kar lena hai. Or yaad rahe ye kayi baar email send krne me jada samay lga dete hai to thoda sa intezaar kar lena hai.
Or email ko verify kar lene ke baad apke samne kuch esa interface ayega yahan par ap log me in ke uper click kar ke login ho jaaye.
Or fir jo webpage apke samne open ho kar ayega usme likha hoga control panel aa uske uper click kar ke control panel ko open kar le.
Or fir uske baad edit my profile Information ke uper click kar ke next page open kar le.
Or fir your website url ke plalce me aap apni website ki url ka enter kar de, or fir uske bad amend my profile is button ke uper click kar de.
Or esa krne ke baad aap Uper apko apka naam dikh rha hoga uske uper click kar de.
Or fir click karne ke baad apke samne jo page open hoga usme apko apka banaya hua backlink samne dikh rha hoga. or esa krne se apki website ke liye ek or dofollow backlink ban kar ready ho jayega.
Do-Follow Backlink 4:
Fourth backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kar ke page open kar le or uske baad aap page ke bilkul end me chale jaaye or end me jane ke baad place feedback likha hoga uske uper click kar de.
Abhi apke samne ek esa hi comment box show hoga usme aap comment likhe jo bhi aap likhna chahte hai or sath me apna keyword bhi add kar de. Or fir us keyword ko mouse ke sath select kar le or jis place par uper image me dikhaaya gya hai us place par click kare.
Or esa krne ke baad apke samne ek esa chota sa window show hoga usme aap apna link enter kar de or fir insert ke uper click kar de jaise ki apko uper image me dikhaya gya hai.
uske baad apka jo keyword hoga vo hyperlink me badal jayega or esa krne ke baad abhi aap place feedback ke uper click kar de.
Or esa krne ke baad apko apka jo backlink hoga vo bilkul samne dikhna shuru ho jayega.
Do-Follow Backlink 5:
Fifth backlink banane ke liye sabse pehle to apko yahan par click karna hoga or uske baad jo page apko uper image me dikh rha hai esa hi ek page apke samne open ho kar ayega is page me aap apna data fill kar ke register account ke uper click kar de.
Abhi apko apki screen ke uper ek esa button show hoga, isme alphabet apke naam ke according ayega isliye aap dekh le.
Abhi yaha click karne se down list show hogi isme aap profile ke uper sabse pehle click kar de or next page ko open kar le.
Abhi jo screen apke samne open ho kar ayegi usme aap Manage ke uper click kar de.
Uske baad jo page open hoga usme aap sabse pehle to Edit porfile ke button ke uper click kar de.
Abhi profile me apko ek esa place milega jisme ki aap apna link paste kar sakenge, yahan par aap koi messsage likh de chota sa or fir uske baad jasie image me dikhaya hai aap click kar de.
Click karne ke baad ese ek option show hoga apko jisme url or name likha hoga, Yahan par aap name ki place par apna keyword or url ki jgha par apni website ki url paste kar de.
Or esa jo bhi kare ek baar enter dwane ke baad next line me aa kar hi kare or fir uske baad save profile ke uper aap click kar de.
Or fir esa kar dene ke bad apko apka banaya gya backlink samne dikhna shuru ho jayega jaise ki apko Earning Tips In Hindi ka dikh rha hai.
Conclusion:
To is process ko follow karne ke baad apki website ke paas or 5 backlink ban jayege jo ki apki website ko rank hone me help karenge. Par dosto yaad rahe website koi ek din me hi rank nahi hogi dheere dheere hi hogi to magic mat sochna samay to lag jaeyga apki website ko rank hone par badi jaldi rank ho jaeygi.
Or Yadi article pasand aa rahe ho to comment box me ek baar jaroor likh de taaki hame bhi kaam karne me or jaada mazaa aaye. Or esa krne se ham apna kaam continue karenge jisse ki apko or jada backlink mil jayege.