Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8




Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Namaskaar dosto aap sabhi ka ek baar fir se Earning Tips In Hindi me swagat hai. To dosto articles ke liye backlink kaise banaye ye is series ka next article hai. Or is article me ek baar fir se aap sabhi ko bataya jayga ki kaise aap apni websites ke liye backlink le skte hai. Chaliye dosto to dikhate hai ki website ke liye backlink kaise banate hai or english me kahe to how to create backlinks.
To dosto aap sabhi se ek baar fir se request ha ki yadi article pasand aa rha ho to comment box me jaroor likhe taki hame bhi or articles likhne or jaada mza aaye or ham ese hi apke liye ache ache articles late rahe or apki website ke liye backlinks banwate rahe.

Jane Website ke Liye Dofollow Backlink Kaise Banaye Part-8:


To dosto aaj jo article le kar aya hu vo sabhi steps agr aap follow karenge to aap dekhte reh jaeyge ki apki website ki ranking kaise or kitni jaada jaldi bahut hi achi ho jaeygi. Chaliye dosto to shuru krte hai.

Do-Follow Backlink 1:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

To first backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kare or page open kar le or esa krne ke baad apke samne kuch esa interface show hoga jo ki apko uper dikh rha hai yahan par apko comment box dikhayi dega is comment box me apko comment likhna hai par comment me apko code istemal krna hai jo ki apko neeche diya gya hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or abhi aap is code ko edit kar ke comment box me enter kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or jab aap apna comment enter kar denge to uske baad ap publish ke button ke button ke uper click kar ke apna comment publish kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or jab apka ye comment publish ho jayega to uske baad ye jo comment hai vo kuch esa show hoga jaise ki apko uper dikh rha hai.

Do-Follow Backlink 2:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

To second backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or uske baad apke samne uper di gayi image ke jaise interface show hoga yahan par apko apna comment enter krna hai or yaad rkhna comment me code ko istemal karna hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Comment karte samay aap is code ko istemal krna bilkul bhi na bhoole.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or code enter kar dene ke baad aap publish ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or apko uper message show ho jayega ki your comment was published par fir bhi agr aap apna comment dekhna chahte hai to apko uper image me dikhaya hai load more uske uper clik kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or esa krne ke baad apko apka comment show ho jayega, or yadi fir bhi na ho to ek baar fir se load more par click kare or tab tak krte hi rahe jab tak ki apko ye show na ho jaaye.

Do-Follow Backlink 3:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Third backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare, or iske baad apke samne kuch esa interface show hoga jo ki apko uper image me bhi dikhaaya gya hai. Or iske baad uper leave a message ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or uske baad apke samne kuch esa interface show hoga yahan par aap apni detail bhar de or name ki jgha par apna keyword or website ko bhi fill kar de. Or esa krne ke baad aap Post message ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or iske baad apko apka banaya hua backlink kuch is tarh se dikhayi dega jaise ki mujhe dikh rha hai.

Do-Follow Backlink 4:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Fourth backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kar de or uske baad apke samne kuch esa interface show hoga jaise ki apko uper bhi dikhayi de rha hai. Yahan par aap apna naam email or website enter kar de. Or yadi massage me code istemal karna chahe to vo bhi kar skte hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or jab aap sara data fill kar de to uske baad aap submit ke button ke uper bhi click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or jab apka comment submit ho jaeyga to apka jo comment hai vo kuch is trh se show hoga jaise ki apko mera comment show ho rha hai.

Do-Follow Backlink 5:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Fifth Do-Follow backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kare or Apna apse jo bhi fill krne ke liye kaha jaye aap fill kar de. Or uske baad Register ke button ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Iske baad apke samne ek esa message show hoga ki apko ek email send kiya gya hai, use vehi chod de or form ko neeche dekhe isme apko jo bhi fill krna hai aap fill kar skte hai nahi to ese hi rehne de or register ke button ke uper click kar ke aage chale jaaye.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Uske baad ek esa page apke samne ayega isme aap save data ke button ke uper click kar de or next page open kar le.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Abhi apko yahan click karna hoga or uske baad apke samne ek esa interface show hoga or fir aap neeche jaaye apko comment box show ho jayega. Isme aap apna code enter kar de jo ki apko neeche diya gya hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or apna keyword or website ki url change krna bilkul bhi na bhoole. Or iske baad post comment ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-8

Or iske baad apko apka banaya gya backlink samne uper dikhega jaise ki apko Earning Tips In Hindi ka dikh rha hai.

Conclusion:

To dosto aap sabhi ne apni website ke liye 5 dofollow backlink or bna liye honge or aap sabhi ke samjh me aa hi gya hoga ki akhir website ke liye dofollow backlink banaye kaise jate hai.
Or dosto yadi aap hamari website par pehli baar aaye hai to me apko bta du ki is website par dofollow backlink kaise banaye ye series chali hui hai or yadi aap follow karenge to aap apni website ke liye bahut sare backlink bna paoge.
Or yadi apne abhi tak Earning Tips In Hindi ka facebook page like nhi kiya hai to use bhi jaldi se like kar de taaki aap is website par ho rahi koi bhi update ko miss na kar jaaye.

Also Read These Articles: