Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7




Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Namaskar dosto aap sabhi ka ek baar fir se Earning Tips In Hindi me swagat hai. Dosto jaise ki aap jante hi hai ki website ke liye dofollow backlink kaise banaye ye series chal rahi hai or ham aaj iss series ka next article le kar aaye hai jisse apko pta chalega ki website ke liye backlink kaise banaye jaate hai.

To dosto aap sabhi se request hai ki apko ye article kaise lgte hai hame comment box me jaroor likhe. To apke itna sa karne se hi mujhe kaafi khusi milegi. Chaliye dosto to shuru krte hai or dikhate hai apko 5 backlink bna kar.

Jane Website Ke Liye Do-Follow Backlink Kaise Banaye Part-7:


To dosto aaj fir se 5 websites se backlink le kar dikhaunga or dosto ye bahut hi achi ranking wali websites hoti hai in sabhi ka jo ur or dr hai vo kaafi acha hota hai. Inka ur or dr jo hai vo 50 se above hota hai or kayi sites ka 90 tak bhi hota hai.

Do-Follow Backlink 1:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

To dosto sabse pehla backlink banane ke liye sabse pehle to apko yahan par click karna hoga, or uske baad apke samne ek esa interface show hoga jo ki apko uper tasveer me dikhayi de rha hoga. Yahan par apko apna data fill kar dena hai jaise ki apko uper tasveer me dikhaaya gya hai. Or han message me apko codes istemal krne hai jo ki apko neeche diye gaye hai.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or dosto uper diye gaye code me apni website ki url or keywords istemal krna bilkul bhi na bhoole.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Jab apka sara ka sara data fil ho jaaye to uske baad Submit ke button ke uper click kar ke apna data submit kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or jab aap apna comment submit kar denge to iske baad apka jo comment hai vo kuch ese show hoga jaise ki uper mera Earning Tips In Hindi ka comment show ho rha hai.

Do-Follow Backlink 2:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or second backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare. Or fir apke samne kuch esa interface show hoga jo apko uper dikhaaya gya hai.Yahan par aap apna account fill kar le or uske baad apna sara ka sara data fill kar de or fir submit ke button ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Abhi ye kahenge ki apke email par ek link send kiya hai us link ke uper jaa kar aap click kare. Or ese aap apna email adress verify kar le.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or esa krne ke baad abhi aap yahan par click kare or esa karne par apke samne ek esa page open hoga jo ki apko uper bhi show ho rha hai. Yahan par homepage ki jgha par aap apni url fill kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or esa krne ke baad aap neeche diye gaye save ke button ke uper click kar ke apna data save kar le.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or jab aap data save kar lenge to uske baad kuch esa interface apke samne show hoga or apka banaya gya backlink bhi apke samne dikh jayega jaise ki apko uper tasveer me dikhaya gya hai bilkul ese hi.

Do-Follow Backlink 3:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Teesra backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or fir uske baad apke samne kuch esa page show hoga jo ki apk uper dikhaaya gya hai. Yahan par aap sabhi kuch fill kar de jasie ki apko bataya gya hai, par comment likhte samay codes jaroor istemal kare.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or isme aap apni website or keywords ko edit kar ke fill kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or jab aap sabhi kuch fill kar denge to uske baad aap neeche diye gaye submit button ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or jab aap apna comment submit kar denge to uske baad apka jo comment hai vo kuch ese show hoga jaise ki apko mera comment show ho rha hai.

Do-Follow Backlink 4:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Fourth backlink banane ke liye sabse pehle aap yahan click kare or fir uske baad apke samne ek esa page open hoga jo ki apko uper dikh rha hai. Or dosto yadi language english na show ho rahi ho to uper right hand corner par apko language ka option mil jayega waha se english select kar le. Or uske baad sign in with google kar le.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Uske baad apse pucha jayega ki akhir kaun si email id ke sath sign up karna chahege to aap jo bhi man kare vo choose kar le.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Uske baad apke samne esa ek interface show hoga yahan par aap apna username enter kar de jo ki aap rkhna chahte hai. Or uske baad aap finish ke button ke uper click kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Sign up process ho jaane ke baad apko yahan click karna hoga or yahan click karne ke baad apko comment box milega to aap comment box me jaa kar comment likh de. Par yaad rakhe comment box me code istemal krna hoga.
<a href="http://www.apki website ki URL.com/">Apki website ka naam</a>
Or esa krne ke baad aap post comment ke uper click kar de or apka comment post ho jayega.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or fir apka jo comment hai vo kuch esa dikhega jaise ki apko mera dikh rha hai.

Do-Follow Backlink 5:


Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Fifth dofollow backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kar de or uske baad aapko uper image me dikhaya hai post reply uske uper jaa kar click kar dena hai.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Abhi apke samne kuch esa interface show hoga yahan par apko reply karna hai or comment box me fir se apko code ka hi istemal karna hai.
[URL=www.apkiwebsite.com]apke keywords[/URL]
Or jab aap esa comment likh de to uske baad aap neeche diye gaye submit ke button ke uper click kar de or apna comment jo hai use submit kar de.

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-7

Or jab apka comment submit ho jayega to uske baad vo kuch esa dikhega jaise ki apko uper mera comment dikh rha hai.

Conclusion:


To dosto is article ke khtm hone ke sath aap sabhi ki website ke liye dofollow backlink mil gaye honge. Or kuch hi dino me ap sabhi ko in backlinks ke fayde dekhne ko mil jayege.
Or dosto yadi articles pasand aa rahe ho to comment kar ke jaroor bta de or Earning Tips In Hindi ke facebook page ko like krna bilkul bhi na bhule.
Or yaad rahe bahut hi jldi isi series ka next article bhi aane wala hai isliye aap website ke sath jude rahe or kahi door na jaaye.

Also Read These Articles: