Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-10
Namaskaar dosto aap sabhi ka ek baar fir se Earning Tips In Hindi me swagat hai. Or me janta hu blog banane ke bad jo sabse badi samasya aati hai vo ye hoti hai ki akhir website ke liye backlink kaise banaye. To isliye mene ye seiries chalayi hai isse aap sabhi seekh sakte hai ki website ke liye backlink kaise banaye. To fir chaliye dosto apko batate hai ki How To Create Backlinks.
To dosto aap sabhi ko me yehi kehna chahta hu ki yadi apko ye articles pasand aa rahe ho or aap chahte ho ki me ese hi or articles apke paas laata rahu to aap comment box me jaroor likh de taaki hame bhi kaam karne ki thodi motivation mile.
Jane Website Ke Liye Backlinks Kaise Banaye Part-10:
To dosto shuru krte hai or batate hai apko ek baar fir se 5 backlink bna kar.
Do-Follow Backlink 1:
Fisrt backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or fir uske baad apke samne esa kuch interface show hoga jaise ki apko yahan show ho rha hai, or esa krne ke baad aap register ke button ke uper click kar de.
Or abhi aap apna data bhar ke submit ke button ke uper click kar de or next page open kar le.
Iske baad apke samne uper setting likha hua dikhayi dega iske uper click kar de.
Or iske baad personal info likha hua apko milega uske uper click kar de.
Or is jgha par apko personal site ki ek place milega isme aap apni website ki URL enter kar de or save ke button ke uper click kar de.
Or esa karne ke baad screen me uper ki side apko apka username show ho rha hoga uske uper click kar de.
Or abhi apko apka bna hua backlink samne hi dikhna shuru ho jayega jaise ki apko mera banaya backlink dikh rha hai.
Do-Follow Backlink 2:
Second backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or uske baad apke samne ek esa interface show hoga jo ki apko uper bhi dikh rha hai or uske baad uper diye gaye registeration button ke uper click kar de.
Note: Backlink banate samay ho sake to chrome browser ka hi istemal kare.
Or fir uske bad Neeche diye gaye next button ke uper click kar de.
Abhi aap yahan par apna pura data fill kar de.
Or thoda sa neeche ane par apko web page ka ek option milega iske place par aap apni website ka link enter kar de.
Or abhi aap send ke button ke uper click kar de.
Abhi apke samne ek esa message show hoga, Or apko ek email send kiya jayega jise apko verify karna hai. Or apka backlink ban kar tyaar ho chuka hai.
Do-Follow Backlink 3:
Third backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kar ke page open kar le uske baad jaise image me dikhaya hai sign up ke button ke uper click kar de.
or uske baad join as individual ke button ke uper click kar de.
Abhi apke samne jo show hoga usme aap apna sara data enter kar de or apna account bna le.
Or uske baad apke samne ek esa message show hoga, to abhi aap apni email id open kar ke jo link verification ke liye inhone bheja hoga uske uper aap click kar de.
Or link ke uper click karne ke baad apke samne kuch esa link show hoga jiske uper likha hai update your profile by clicking here iske uper aap click kar de.
Abhi ek esa interface show hoga apke samne aapko yahan par website ka option dekhne ko milega, or aap apna link yahan par enter kar dene ke baad update profile ke button ke uper click kar de.
Or abhi aap click here to see updated profile ke link ke uper click kar de.
Or esa krne ke baad apko apka banaya hua backlink samne hi dikhna shuru ho jayega.
Do-Follow Backlink 4:
Fourth backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan par click kare or page open kar le, or uske baad apke samne ek esa interface ayega yaha par aap apna naam or comment enter kar le. Or message me apni url likhne ke liye aap formatting option ke uper click jaroor kar le.
Or abhi naam or comment enter kar le or jis bhi keyword ke uper aap backlink banana chahte hai uske uper aap mouse ke sath select kar le. Or tasveer me jahan par arrow point kiya hai uske uper click kar de.
Esa krne ke baad apke samne ek esa interface ayega isme aap url ki jgha par apni url paste kar de. Or fir ok ke button ke uper click kar de.
Or fir apka jo keyword hoga vo hyperclick me convert ho jayega fir submit ke button ke uper click kar ke apna comment submit kar de.
Or esa krne ke baad apka jo comment hai samne show hone lag jayega jaise ki apko mera comment show ho rha hai.
Do-Follow Backlink 5:
Fifth backlink banane ke liye ap sabse pehle to yahan par click kar le, or fir apke samne ek esa interface show hoga, isme aap join ke button ke uper click kar de.
Or fir sara ka sara form fill kar ke join ke uper click kare.
Abhi apke samne ek esa interface show hoga or yahan par aap apni url enter kar de or fir post ke button ke uper click kar de.
Or uske baad apko apka banaya hua backlink samne dikhna shuru ho jayega.
Conclusion:
To dosto aasha karta hu ki aap sabhi ko samjh aa gya hoga ki akhir backlink banaye kaise jaate hai or aap sabhi ko in articles se kaafi fayda bhi ho rha hoga. Or yadi article pasand aa rahe ho to ek baar comment box me jaroor likh de taaki hame bhi acha lage.