Google Account Kaise Banaye


google-account-kaise-banaye

Dosto aap sabhi ka Earning Tips In Hindi me swagat hai, Dosto google account ki jaroort hame har jgha padti hai isliye ham sabhi ke paas apna google account hona bahut hi jaada jaroori hota hai. Khas kar ke ager apke paas android phone hai to fir to apko ye jaanane ki bahut hi jaada jaroort hai ki Google Account Kaise Banaye kyoki android phone me agr apko kuch bhi istemal krna hai to apse google account maanga jayega. Chaliye to bina samay barbaad kiye apko batate hai ki akhir google account kaise banta hai.

Jane Google Account kaise banaye in easy steps

google-account-kaise-banaye

Step1:

Yadi apko bhi google account banana hai to sabse pehle google open kar ke Google account search kar le, or jaise ki apko uper image me dikhaaya gya hai vese hi aap Create Your Google account par click kar de.
google-account-kaise-banaye

Step2:

Abhi apke samne kuch esa page open hoga, use aap fil kar de, or username ki jgha par aap kuch bhi fill kar skte hai, or esa krne ke baad aap Next ke uper click kar de. Example: jaise ki mene kiya earningtips1996 or jab mujhe apni Email ID milegi to vo ho jayegi earningtips1996@gmail.com.
google-account-kaise-banaye

Step3:

Abhi yahan par apse apka phone number maanga jayega, yhan aap apna mobile number enter kare, par dhyaan rakhe jo mobile apke paas es samay available ho aap vehi istemaal kare kyoki iske uper abhi apko ek Verification code ayega. Or number fill krne ke baad aap Next ke uper click kar de.
google-account-kaise-banaye

Step4:

Abhi apke samne ek esa interface open ho kar ayega, yahan apko jo verification code mobile number par aaya hoga vo fil kar de, or next ke button par click kar de.
google-account-kaise-banaye

Step5:

Yahan par aap apni date of birth or gender select kar ke Next par click kar de.
google-account-kaise-banaye

Step 6: 

Abhi apke samne ek esa interface open hoga, yahan par aap I Agree par click kar ke agle page ko open kar le.


Step7:

Abhi apka google account ban kar ready ho chuka hai or aap apne google account ko jahan bhi chahe istemal kar skte hai. Or aapne ye steps follow kar diye to samjh le ki apko Google Account Kaise Banaye ye pta chal gya.

Conclusion:

Dosto conclusion me jaada to kehne ke liye kuch nahi hai par haan agr apke dimag me bhi ye sawal chal rha hai ki Gmail ID Kaise Banti hai ya fir Email ID Kaise Banate Hai to me apko bta dena chahta hu ki ye jo uper hamne banayi hai use hi Email ID ya fir Gmail id bhi kehte hai isliye jaada preshan hone ki jaroort nahi hai.


Also Read These Articles: