UC News We-Media par article publish krne se phle kaise check kare
Dosto jab aap poora
article likh dete hai uske baad bhi jab article publish krne ke liye ready ho
jaata hai uske baad bhi apko article check krna jaroori hota hai taaki article
suspend na ho paaye, to neche btaaya gya hai aap publish se phle article ko kaise
check kar skte hai.
1.
Sabse phle aap apne
article ko ek baar poora padhe taaki agr koi spelling mistake reh gayi hai to
aap use sudhaar sake taaki reader ko padhne me koi dikkt na aaye.
2.
Uske baad aap poore ke
poore article ko select all kar ke check kare ki kahi par bhi left side me
kisi word me koi space to nahi reh gya hai. Agr galti se reh gya hai to
aap use theek jaroor kare.
3.
Uske baad tittle check
kare ki kahi koi galti to nahi reh gayi hai.
4.
Ab check kare ki kya
apne sehi category choose ki hai ya fir nahi
5.
Ye sabhi kuch check krne
ke baad aap apna article publish kar de.
No comments:
Post a Comment